Arif naam ka aadmi apna karobaar kholta hai kamane khaane Kai liye lekin harthik naam ka aadmi usko pareshan karta or jab Arif samjhane ki koshish karta toh harthik usko dhamki deta ki mai Aesa hi karunga Jo kar paao kar lo waah aaj ka kya door hai..
[Middle Class family ]
Ek majdoor jo 40 saal tak majdoori karke apni family ka ghuzaara chalata tha ek din usne socha ki kiyuna mai khud ka kaam [Business] start karu, ab uske bete bhi thodi bade ho chuke thai usne karz or bank se loan lekar ek rent par dukaar liya .