@VikrantMassey Brother, weekend hai & maine aaj Alcohol nhi li h. Abhi MUSAFIR CAFE dekh rha hu. Bilkul sharaab ka kaam kr rhi h.
Mzaa arha h. Dil khush hogya.
Dono Actresses k sath aapki chemistry dikh rhi hai.
S1: E3 pe hu abhi
@nitin_gadkari@TheNewspinch@BBCHindi@pbhushan1
Hon'ble Gadkari ji, kal meri Hon'ble Prime Minister ji se ek secret meeting huyi.
Unhone bhi is baat ko smjha ki Aapko Anti-nationals k bich mein rehne ki zarurat nhi h.
Aapko Dubai Prince k bulave pe jana chahiye.
Bye 👋
@narendramodi mere Mahaan Desh k Raja ji, BJP mein aapki marzi k bina patta bhi nhi hilta.
To, kya Desh wasi yeh Maan k chale ki UPI transaction pe charges aap hi ka idea h?
Baatein Desh k Vikas ki, kaam Vinaash k.
Shayad, Indians Angrezo se bhi itna pareshan nhi rhe honge.
@nitin_gadkari
Hon'ble Minister Sir, ab companies ki research se hi bhaag rhe ho.
File pe Signature krne k liye sbse aage khade ho... Phir bolte ho Petroleum minister nhi hu.
Phir E20 pe sbse jyada Knowledge bhi aapke pass hi h.
Ab Report kaise gayab ?
https://t.co/68hNNjRBe4
@nishikant_dubey
Sir, social media pe AI se edit krke aapki video circulate ho rhi h.
Jisse public k Mann me aapke liye galat narrative bnn skta h.
Thodi der pehle mujhe bhi voh edited video dekh kr, gussa aaya tha
@DelhiPolice
Police ko ab Govt se puchna chahiye... Jab Resignation hi Dena tha. To pehle Bachcho pe Lathi charge kraake, Delhi Police ki izzat kyu kharab krayi.
Baad mein Protestors ne bhi kuch Police Officials ko jakhmi krdiya.
Public k Mann me Nafrat bharr gyi Police k liye
@ElvishYadav
Tu kuch matt bol. Tere vichaar nhi chahiye. Terko award milgya tha na Govt se.
Saanp ka zehar bech.
Ghnaa mnna akadiye.
Apna TV show krle., arrr pise kma.
Students apne aap Dekhlenge Protest ne.
Tu ashlil comedy kr... Teacher k liye sex fantasy (ur old videos)
क्या @DelhiPolice ने हर थाने को युवाओं को गिरफ्तार करने का कुछ टारगेट दिया है?
निज़ामुद्दीन स्टेशन के पास ऑटो में जा रही नाबालिग बच्चियों का ऑटो रोक कर उन्हें उतारा, ग़ैर कानूनी तरीक़े से उनका मोबाइल चैक किया और फिर उन्हें ज़बरदस्ती थाने ले जा रहे हैं। ये कौन सा क़ानून है?
@narendramodi@UnivofDelhi@JNU_official_50@TheLallantop
Universities sunlein.... College k baad Students kaha jayenge yeh unki personal choice hai.. They are Adults, Agr voh college mein kuch galat krte hai... Aap sirf tbhi bol skte ho.
Aap Youth ki awaaz ko dabaa rhe ho.
@narendramodi
Hon'ble Prime Minister Sir, Friends bol Dene se koi Frnd nhi hojata.
Aap sach mein students ko apna Frnd maante... To CJP se milne jaate. Aap Sonam Wangchuk ji ka fast tudvaate.
Aap Jo Khel, khel rhe hain. Public ko smjh aa chuka h. Log aapse thak chuke hain.