@AmitShah@narendramodi Hello amit sir ji aap thik honge. But aap ke desh youth thik nahi hai. Chinese loan app wale bhot ho gaye hai aap ke desh youth ko khatam kare rahe hai. Youth rahega to vote aayega na.please @GooglePlayDev action lo aur chinese aap ko nikhal ne bolo. Thank you
@PMOIndia Hello good morning modi ji, pata hai voting me bhot busy hai aur aap ke party ke log bhi. Isilye logo tweets nahi dekh rahe hai. Please maan ke baat me aap chinese loan ke baat karna aur koi solution aaye aur youth ko safe kaise kare. Jab youth rahega tab desh rahega. Thank you
#illegalloanapps CCB arrest 3 accused in illegal loan app case..who unauthorisely gave loans at v exorbitant interests..& recovery by using force & sending derogatory messages 2 victim contacts..role of 2 foreign nationals found..Wil b arrested soon..@CPBlr@BlrCityPolice
कुछ बड़ी NBFC कंपनी को हमेशा देखा गया है कि उन लोगो ने उत्पीडन तो किया है लेकिन अभी तक उन पर कुछ नही हुआ है .
यदि कोई NBFC कंपनी छोटे समय (सात और पंद्रह दिन) का लोन दे रही है या फिर उत्पीडन कर रही है तो कृपया हमे मेल करे .सभी प्रूफ और डिटेल्स साथ जरुर भेजे.
मेल आई डी बायो में है
एक छोटा सा प्रूफ पब्लिक कर रहा हु जिसमे साफ़ जाहिर है की इस कंपनी का CRM चाइना से ऑपरेट होता है. और सारे ऑर्डर्स चाइना से आते है . @dir_ed@TelanganaDGP @CyberCrimePSCyb सर ये उस समय की चेटिंग के स्क्रीनशॉट है जब @CyberCrimePSCyb हैदराबाद साइबर CID इनके ऑफिस में रेड के लिए आई थी.
Ab cash bus wale yeh fraud chal raha hai. Ab logo ko msgs kar rahe hai loan lo. Koi bhi galti se link pe click mat karna nahi to kya pata link click karte hai paise lene call kar denge. Lets kill all chinese aap.
@Dheeraj30337294@Avinash09677392@Prakash85008501@MumbaiPolice@HandsShoi Uska jawab khud dena hoga. Loan nahi liya to kya karenge .tumare pass proof hai paise to bank account me daalte hai..police station me jao khade raho jab tak sunte nahi hai. Tum bhi gaali do jab loan liya nahi hai to kyu daarna. Chup ho daarte ho to isilye daara rahe hai.
@Prakash85008501@MumbaiPolice@HandsShoi Band karo tweet karna ab delhi chalo sab ladho waha pe. Jab sab mil ke aayenge fir sab sunenge. Aise koi nahi sunega news channel office chalo batao yeh news hai aam adami ka dekho. Jab tak aam adami action nahi lega tak kuch nahi hoga. Jai hindi.
@Prakash85008501@MumbaiPolice@HandsShoi Yeh News, political, police koi action lena hota ab tak ho gaya hota. News wale ko uske shaadi, modi ji vanarasi gaye yeh, yeh actress pe corona hua yehi to dekhta hai news me aata hai. News wale bolte hai hum aam aadmi ke liye. Yeh logo apne aako bhej diya hai. Chalo delhi.
@RajasthanNewsT2 @HandsShoi @RajasthanNewsT2 good work and thank you for your support. I think other news channel learn something from @RajasthanNewsT2.
@RajasthanNewsT2 @HandsShoi @RajasthanNewsT2 good see some news channel come forward to hear common people problem. Most of news are sleeping and ignore the common people. They keep saying we are bring truthful news to you and we are for common people. Some news channel belong for money.