HUSAINIYON Ka Hai Kalma yazeede per lanat Jala ke Kehte Hain putla yazeed per lanat
paleede margaya 14 Rabi-e-Awwal Ko
KHUDA Ka Bhi Hai Ye Nara yazeed per lanat
ποΈ:- S.Yusuf
#baryazeedlanat
Qaid Khaane Mai Qazaa, Jab Sakina (Sa) Ko Mili
Deke Kurte Ka Kafan, Bacchi Dafnaayi Gayi
Us Ghari Naam Tera, Surate Naade-Ali
Dukh Me Dohraati Rahi, Tu Na Aaya Ghazi (as)
#hayesakina#hayeshame#labbaikyaabbas