@digital_newshub ��प सब को मै ये बताना चाहता हु कि ये जिसकी baat कर रहे हैं वो एजाज़ खान और राजवीर सिसोदिया और रजत दलाल को , ना की elvish yadav को, elvish ne ये सब चीज़ें कभी नहीं की । राम राम
@_dilkhogaya_ Baki mai elvish fan hu aur mai nhi krta dil se hate Teja ko ya uske kaam ko , bas Disagreements hain kuch statements ko leke bas , baki gaali galoch dekh k dimag Khrab ho jata h
@_dilkhogaya_ Maine jyada TV to nhi dekha but teja kisi serial me aati thi ye yaad hai then Bigboss kaa jaanta hu , Baaki haters yaha pe jitne bhi hain abhi k scenario me Wo Teja ko nhi hate krte wo bas pretend kr rhe hain hate n abuses , kyuki samne k fd k log reply krte hain fir baate aur bd
@ChetanShar73348 Usme kya badi baat hai bhai 😛 Mai dhurv rathee , elvish yadav dono dekhta hu 🎀 bas fark itna hai mai dhruv k raajneeti wale videos nhi dekhta
Thank you bhailog..
Kabhi Kabhi choti IDs ki bat bhi maan leni chahiye.
ID par followers zyada hone ka matlab ye nhi ki uski har bat sahi hai.
Dekh hi rhe ho kaise #ElvishYadav bhai ki movie ka virodh kiya ja rha hai.
Roadies Bollywood movie se bada hai😭🤣
#ElvishArmy
@TXkaBaristNeta@Playground_s5 Hair transplant hi to hai isme kya dikkt hai , sabke hair fall hota hai jiske paisa hai wo transplant karwata hai jiske nhi h wo vig pahnta hai aur bahut sare cricketer aur actors sbne transplant karwa rakha hai kuch better laao bro