@arifhameed15 Beshk khwab hi ban gya kia h mila greeb insan ko 3 time ki roti nhe mil rahi bazr ma khane ke liye kuch be le tu pesy kam par jaty h gareeb ka pet nhe bhrta kitna log h pak ma Jo bina roti khye soty h vote ki ahmiyt h insan ki nhe h khas tar gareeb insan ki