#Justice_For_RRC_Level1
Dear @AshwiniVaishnaw sir , kab tak humare bhawishya ke sath khilwaad hoga. Kab tak hum jese hazaro Lakho students yuhi berojgar bhatakte rahenge. Kab tak aap ye sab Beth kar dekhte rahenge. Hum Desh ke yuva aapse jawab mangte hai.. 🙏
#Justice_For_RRC_Level1#Justice_For_OBC_Student
Dear @AshwiniVaishnaw Sir, hum Group D ke aspirants ne pichle 4 saal se apne selection ka wait kia. Or itna wait karne ke baad bhi hume insaaf ni mil pa Raha hai. Ab hum sab students ki umid aap se hai. Do initiative ASAP.