@subsharma740@Mayawati BSP ne uske alwa hazaro gareeb hit me kaam kiye wo tumhe pta nahi hoga kyonki media ne bas park ko pracharit kiya hai .
Uske aur kaamo pe najar daloge to samjh me jaayega gareebo ke liye kaun kaam kiya hai
@RaawanASP @NoratramLoroli 😁😁 BJP ke alwa us seat ko koii jeet hi nahi sakta Bsp apna jamant jabt nahi karwana chahti hai us seat par BSP ko kuchh vote mil jayenge
@KapilMi00744314 @PenRT_15 @Mayawati Sach to ye hai mitra brahman kisi ki sarkaar nahi bnate bs media ka propoganda hai brahman sarkaar bnate hai brahman apne vote se 1 prdhan bhi nahi bna sakte