@myogioffice@myogiadityanath@GorakhnathMndr Aapse hmm baar baar gorakhpur janta darbar ke bare me date ki jankari mang raha huu Lekin aap jankari dete nhi hai... 2 months se pareshan huu apni problem ko lekar ...hame CM sahab se milakar unse complain karna hai...
Lekin koi bhi hme jankari nhi deta
@yadavakhilesh Former CM Shree Akhilesh yadav ji ko namaste 🙏.
Sir hmm poor family se hai aur 1 laptop ke liye 4 years se tarap rahe hai..
Phir laptop nhi le pa rahe hai...
Plz aap meri madad kijiye ..
Bahut kripa hogi
@ishita_9529 Mujhe 1 chiz dekhne ko bahut ache se mill rahi hai.....
Ki ye ishita jiii sabhi logo ko ussi ke role me reply de rahi hai...
Dil 😍 khush ho gya dekhkar 🥰🤣
@Bsp4u माननीया बसपा सुप्रीमो एवं UP के पूर्व मुख्यमंत्री सुश्री मायावती जी को सादर प्रणाम।
मै बलिया जिला के बैरिया विधानसभा क्षेत्र के एक बेहद गरीब परिवार से आता हू। मै कई वर्षो से 1 Laptop के लिए तड़प रहा हू ।
हमलोग बहुत गरीब आदमी है जो 1 laptop खरीदने मे असमर्थ है।