Main late ho gaya hoon aapko batane me. Kyonki ye khabar viral ho chuki hai ki hum Shaktimaan film bana rahen hain. Phir bhi mera ye farz banta hai ki main aapse kahoon ki jo maine wada kiya tha wo pura kar diya hai shaktimaan film is announced today !!! https://t.co/2OEvOxCLN3