jab hamare mahafiz hi hamare dushman bn jye tu phir hame apne gharo ki aurto ki khud hifazat karna hoga
agar khuda ki qasam us aurat ka qasoor tha jo raat me safar kar rahe the tu us se zayada qasoor hamara hai jo hm apne behan ya mao'n k sath safar karte hai
#shamOnPoice
Allah par yaqeen kar k dekho
tmhe wo sab koch milega jo tmhare haq me bahter hoga or kabhi koch na milne ki shikayat na karna
kyo k jo 70 maaon se zayada pyar karta hai to wo tmhara bora kese chahega