@SupriyaShrinate Agar Gali mein koi kutta har aane jane wale ko kaatne ki koshish karta hai yaan unpar bhaukta hai to aane jaane wale log Bach kar nikalte hai na ki waha khadde ho kar kehte hai ki main sharif admi hu mujh par kyo bhauka.Trump joker ki Credibility apko chodd kar sab ko pata hai ๐
@sanjusheth22739@iAashishBansal @ArunKoslii Haa bhaiya ji bhej di hai apko googlwa ki report... Koi haani nahi hai munh par lagane se.vroz lagaye. Nikhar ayega
@sanjusheth22739@iAashishBansal @ArunKoslii Haanji, Mandir to dekho badda ho yaan chota lekin jo sheersh par dhwaj lage hai na, unhone dil jeet liya.. apne didi ki photo kyo laga di bhagwe me. RAGA kodda to nahi kar dega apko.. bhai ji tel le jana saath ๐
@sanjusheth22739@iAashishBansal @ArunKoslii Haanji bhai saab aaj hum bhajpai har uss gareeb ke saath hai jis bichare ke kachhe tak phatte hue hai.. bus yehi to darar dur karni hai. Sabka saath sabka vikas. Yeh sabh log jinke kachhe tak phatte hai.. inhi bhaiyo ka udhdhar karna hai.. apna kya hai " Bhi le ki fauj, Full Mauj
@sanjusheth22739@iAashishBansal @ArunKoslii Bhaisaab akhbar ka photo bhi bhej dete main khareed leta. Yaha to kisi akhbaar mein nahi aya.. bata do na akhbaar ka naam. Maa kasam kal halbal ke saath na aya to batana
@sanjusheth22739@iAashishBansal @ArunKoslii ๐ข kya karu bhai saab aaj subeh pappu ki photo dekh li thi. Agle 48 ghante tak manhusiyat aur panauti rahegi ๐