Genuine relationships hard hote h. Sach bolna hard hota h.
Aur hard toh is gen ko bas L hi pasand h. So wo baaki har cheez me jhooth bolte h. Good. Acchi baat h. Keep it up.
@beasharam_20 I swear pata main ye gaana sunti thi but abhi tak video nhi dekha tha. ek side meko ye v pata tha ki paswaan movies me kaam kar chuka h but i didn't know ki iss song me h. mazaaa aa gyaaa. wuhuuuuuuu.