Dusro ko maun kahne waale aaj khud maun ho gaye hai, ek reply Tak nahi nikal pa raha hai, ise kahte hai parivartan, apni hi baato me ulajhte ja rahe hai
Jis tarah GST ki category nikali jaati hai usi tarah gov job nikalne me gov ko kya pareshani hai. Last 15 yr me kitni vacancy nikali. Is par koi javab nahi milega @GhoshSubhag