@mahinkmalik Fakhar zaman 10 matches agar khelta hai to Sirf 1 2 mein chalta hai madam aur wo tab se lekar ab tak 2017 our 2023 world cup me kheli Jani wali innings ki waja se khel rha hai kch nahi hai 113 ka strike rate hai all time career me aur abi bhi wo drop nahi hoskata Kya