@Sabhya79@UnionBankTweets To karne de na... Tu kha kar nahi gya kya bank main? Ye tujhe bhi baithana tha kursi dekar... Aadha ghanta ruka nahi ja rha ya time pata kar k hi gya tha content banane ko
@chandank_@CommonBS786OM Khud se print karaane main paisa nahi dena pad jata.. 1000/- account main hota nahi aur bank khareed lete hain kuch log.. Kuch namoone to kisi doisre office main kaam hota hai tab bhi print nikalwane bank main ghus jaate hain. Printer hamare liye hi to lagaya hua hai types bc