'The system has a fault, you cannot change the system, you have to be a part of it,' the worst you can do is to believe in this theory as though it's a fact!
@gulk3990 @SZSikandar Hisaab nhi hua, nro 1 aur 2 de diya gya hai. Nawaz shareef ko banda phir bhi maaf krde, lekn is k baad koi kaam ka leader in k pass bhi nhi, agar nepotism pe maryam nawaz ne ana hai to lannat aesi party pe. Wo har saal, apne chehray ki plastic surgery pe mulk ka paisa laga degi.
@MohmmedKamranAh@sanabucha Dictator pdm hai, jo mpas ko khareedti hai assembly se jo kabhi pti ki ticket pe election laray thay, phir no confidence vote karwa k hakoomat leti hai. Aur election se bhaagti hai, aik dafa election karwa do na, phir pta lag jaye ga k dictators atay hain ya democracy.
@gulk3990 @SZSikandar Chaar baras ka hisaab bhi chohrdo, pehle peechlay 30 saal ka hisaab de do. Agar hisaab 8 mah nhi, blake IK government ka hona hai, jo is time powerless hain to kiun na hum shuru se hisaab kitaab karain.
@SZSikandar@MaryamNSharif Acha theek ho gya, matlab aj se jo bhi mard apni beti k liye roye wo mard nhi, aj seap bhi apni betiyon k liye na rona, kiun k mard ki definition to yehi hai na. Age difference bhi koi cheez hai, mere khayal se fawad chaudhary ki betiyon ki umar maryam nawaz jitni nhi ho gi.
@MohmmedKamranAh@sanabucha Taraqi ka nhi ghulami ka jazba paida ho rha. Beggars can't be choosers jo log kehte wo leaders nhi. Ye humain hamesha third world country hi rakhain gy ta k khud khatay rahain. Taraqi hum ne IK k dur me dekh li thi. Issi liye to ab elections nhi hotay
میری سیاست کی بنیاد اس اصول پر رہی:
سماج کےلیے لڑو،لڑنہیں سکتےتو لکھو،لکھ نہیں سکتےتوبولو، بول نہیں سکتے تو ساتھ دو،ساتھ بھی نہیں دے سکتے تو جو لڑ،بول اور لکھ رہے ہیں ان کی مدد کرو اگر مدد بھی نہ کرسکو تو ان کےحوصلوں کوگرنےمت دو کیونکہ وہ آپ کے حصے کی لڑائی لڑ رہے ہیں
چی گویرا
@MIshaqDar50 Ya allah humain PDM se nijaad de de ameen. Yehi humari economy k liye sb se bari musibat hai is waqt. Mana k dua karna achi baat hai lekn agar humara finance minister hi humain dua ka asra de rha aur dua k sath dawa ki bhi zarurat hoti jis ka koi zikr hi nhi,to economy allahhafiz
@RanaSanaullahPK Baap se riyasat warasat me le kr zardari aur nawaz k bachon ko lagta hai k wo self made IK ka muqabla karain gy, wo iski jooti k barabar nhi hain. Kiun k jis ne 30 saal ka politics me struggle face kiya ho wo in nepotism walon ka muqabla kiun karay.
@RanaSanaullahPK Tumhari is tweet k neechay jo comments hain wo parhlo to IK ki maqbooliyat ka pta chal jaye ga. Meechay saray tumhain hi gaaliyan de rhy hain. Wo swlf centered nhi hai. Self centered PDM hai aur khaas tor pe wo plastic khatoon, nepotism pe chal rahi.
@hinaparvezbutt Konsi drama baazi, zakhmi insan hai, yahan to siyasat karna chohrdo. Aur copy bhi IK ko noon league hi karti hai. Pehle hamza shehbaz phir nawaz shareef. Asal me IK ki class hai na, aur tum saray PDM walay third class. Koi high personality hi chahiye hoti copy paste k liye.
@hinaparvezbutt Now, these comments are something jo zardari samaet baaki PDM ki parties ko naraz kar saktay. Apne to pti k chakar me baaki parties ko bhi gaali di hai ya ye sath sirf tb tk hai jb tk IK zinda hai? Kiun k IK ka pta saaf hua to ap logon ne to kutton ki tarha larna hai apas me.
@HumaARY @UzmaKardar Btw, it seems k is aurat ka koi dimaghi masla hai, ajeeb behki behki baatien kar rahi k kisi ko tigni ka nach karwana hai waghera. R u sure, ye pti ka part thi?
@HumaARY @UzmaKardar Paisay ziada thay, pak me inflation bhi kafi hai To jin members ki nazuk suratehaal hai, wo to aese hi lotay ki tarha move kartay. Jo buray waqt me sath nhi hotay, unko achay waqt me phir koi sath nhi rakhta.
@hinaparvezbutt I can't see any praising comments down here. Is plastic khatoon ko koi pasand to karta nhi, warasat me to hakoomat milna, democracy k naam pe kingship hai. Jis ka concept humare ian me kahin nazar nhi ata.
@hinaparvezbutt Asal me dar yehi hai na, k us k na ahl honay se pehle election ho gaye to wo to PM hoga, aur tumhare so called leaders london me. Phir wohi rona peetna k mehngayi mukao march le kr aao, ap jb inflation asmaan ko hai, 10 maheenay ho gaye government ko to bhi credit IK ko ja rha.