Heartiest birthday greetings to Uttar Pradesh CM, Shri Yogi Adityanath ji! Wishing you good health and a long life!
उत्तर प्रदेश के मुख्यमंत्री मा. श्री. योगी आदित्यनाथ जी को जन्मदिन की हार्दिक शुभकामनाएं!
@myogiadityanath
Arre yaar Mai apne bare mai nahi baat kar raha tha. How can i be alone when i have such a large amazing family n friends n how can I be lonely when I have u guys,your wishes n Duas, I would be the biggest na shukra ever.
Kabhi Kabhi logon ke saath reh kar pak jaata hun, isliye some me time, Buss…
Iss baar koi photo nahi breaking news bana diya,Mummy pooch rahi hai, Kya hua Beta?
Chill maro yaar
बाबा बद्रीनाथ जी के कपाट पूरे विधि-विधान के साथ भक्तों के लिए खोल दिए गए
The doors of Lord Badrinath have been opened for devotees with full rituals and traditions.
Rajpal bhai aap 30 yrs se kaam kar rahe ho aur hum sabne aapko repeat kiya hai baar baar kyunki aap apna kaam jante ho aur ek value laate ho , kaam toh aapko bohot milega aur issi dollar rate pe milega aur milte rahega . Hakikat yeh hai .
Aur yeh yaad rakhna ke kabhi kabhi flow mai kuch nikal aata hai ,dena hi hai toh dimag mai rakho dil se kaam karo , dollar upar ho ya neeche kya farak padta hai dena toh India mai hi hai @rajpalofficial