@Bharatwaasi1 @Lalityadav_0007 @KraantiKumar Toh maar dega kya , tere jaisi soch wale log hi aise kaam karte he , bhai alag rehle le ,lekin kisi ko maar toh mat
@iNikhilsaini Bhagwan ne bhakt ko kalne diya aur apni choti si murti ko bacha liya ! Aur aap log isme bhakti song lagakar khush bhi ho rahe ho ! Jo jal ke mar gaye unke jaan ki kimat in idols se jyada thi kya ?
@TheVijayMallya@LalitKModi@iplT20 Hame toh pehle wala malya hi achcha lagta tha , ye wala thaka thaka sa lag raha he , weak lag raha he . Humko toh pehle wala malya hi chahiye . Good wish for your health 🙏