@Insane4Nation నేను విసిగిపోయాను ట్రై చేసి చేసి పిరపాటునా తగులు తుంది ఏమో అని ఆశ .. కానీ ఎన్నడూ బుక్ అవ్వదు 300 రూపీస్ టికెట్ కానీ ఎహ్ సేవ కానీ … మామూలు మనుషులకి ఇబ్బందే
ఓం నమో వెంకటేశాయ
@PawanKalyan గారు కాంక్గెం చూడండి సర్ ఈ టీటీడీ బుకింగ్ బాధలు 🙏🙏
Reservation movement ka online support thoda kamzor padta ja raha hai.
Jo bhi pages aur log merit-based system ko support karte hain, please aage aaiye. Tweet kijiye, like kijiye, repost/share kijiye, taaki ye ek bada movement ban sake aur sarkar hamari baat sune.
Jald hi hum har city mein physical protests bhi organize karenge. Lekin hum nahi chahte ki kisi ko dharne par baithna pade ya unnecessary pareshani uthani pade.
Jharkhand aur Delhi mein paper leak ke time jo situation bani thi, waisa dobara nahi hona chahiye. Hum chahte hain ki government hamari baat jaldi se jaldi sune, taaki kisi ko sadkon par utarne ki zarurat hi na pade.
Aap ghar baithe bhi is movement ko support kar sakte hain. Har tweet, har like aur har repost matter karta hai.
#EndReservationsNow #MeritFirst