@_Mansoor_Ali Pura mulak nawaz aur zardari ne 25 saalo se loota wo yad nahi hy aap ko aik ghari her waqat aap logo ko yad aa raha hy salam hy aap ke shafat ko
@SonOfShaeed@PakSarfrazbugti Sarfraz ne apne elake main selab zadgan ke liye doodh ke nehar bah diye abb balochistan ki bari hy ,selab zadgan ki madad door ki baat kbi un ke pass geye ho mehlo mai bet kar sirf gup shup lagate raho
@HamidMirPAK Mir sb badi mazrat ke sath imran khan ke 4 saal to aap ko yad hain lekin PML N aur PPP ke 30 saal aap ko bilkul b yad nahi hain akhir kiya waja hy
@HamidMirPAK Mir sb aik saal phale to PML N wale aur PPP aik dosre se alag the aik dosre ko galiya datey the aik dosre ke jan ke dushmin the abb q aik sath nazar aa rahe hain in ka b wazahat karu kbi un ke purane video aur pic share karu
@SaleemKhanSafi Aap sub log blackmailer ho sirf paise ke pojari ho aap logo ko na pakistan aziz hy aur na pakistani awam bada aye ho baat karne wale aap jase aur bhi bhut hain sirf drama karte ho
Jam sb corrupt tareen officers ke bacho ka elaj bahir mulk mai ho sakta hai lekin aik murad baloch ka nahi wo fsc ka student hai jo zindagi or mout ki jang lar raha hai jo cancer jase muzi marz main mubtala hai
@ImranKhanPTI@jam_kamal@anwaar_kakar@LoveBizenjo143
@LiaquatShahwani Agar izafa ho raha hai tu hum kiya kare aap logo ko balochistan walo ki zindagi aziz thori hai sirf drama karte ho kal se aik bacha aap logo se apeal kar raha hai k meri zindagi ko bachao lekin aap log tu gunge ban kar batey ho
@Altaf_Essazai@ZahoorBuledi@Senator_Baloch Ye jail nahi hy ase samjo betak hai kbi sana baloch ko bolo mach jail ,gadani jail ya huda jail main jae phir esa lecture de,phir main mano ga,phir aap bhi uss ko surakh salam pesh karu