Aur kya chahatee hai gardish-e-ayyaam ki ham
apna ghar bhool gaye, un ki gali bhool gaye..
اور کیا چاہتے ہیں گردشیں ایّام کی ہم
اپنا گھر بھول گئے، اُنکی گلی بھول گئے۔۔
#JaunElia#deathanniversary
Jaun Eliya
पत्तों पर पानी गिरने का अर्थ
पानी पर पत्ते गिरने के अर्थ से भिन्न है.
जीवन को पूरी तरह पाने
और पूरी तरह दे जाने के बीच
एक पूरा मृत्यु-चिन्ह है.
बाकी कविता शब्दों से नहीं लिखी जाती,
पूरे अस्तित्व को खींचकर एक विराम की तरह
कहीं भी छोड़ दी जाती है...
- कुंवर नारायण जयंती
#ExpressFrontPage | Every Zoroastrian Parsi and Irani home, it is said lightheartedly, has a portrait of the queen, be it Victoria or Elizabeth. The community often referred to Elizabeth as “Aapri Rani” (our queen).
https://t.co/fRjbvanhLY
Kabhi misl-e-mauj-e-hawa-e-gul kabhi ban ke dood-e-fughaan-e-dil,
Tere shauq-e-deed mein baraha tere aastaa’n se guzar gaya 🙌🏻
Teri justju mein khabar nahi’n main kahaa’n kahaa’n se guzar gaya…
Zindagi shaam ko daftar se nikal aati hai
Aur udaasi mere andar se nikal aati hai
Jis qadar aap bataate hain mujhe sahra mein
Utni veeraani mere ghar se nikal aati hai
Chadarein jitni bhi tabdeel karun tere baad
Teri khushboo mere bistar se nikal aati hai
#AliArmaan