Ya Ilahi Raham Farma Mustafa ke Waaste
Ya Rasulallah Karam kijiye khuda ke Waaste
Mushkilen Hal kar Shahe Mushkil kusha ke Waaste
Karbalayen Rad Shahed e Karbala ke Waaste
Salam Doston
Ramdan kareem Mubarak ho
Doston ibadaton ke Sath Sath
Garibon aur miskino ka Bhi khas khayal Rakhe
Sunehra Moqa hai Apni Aakhirat ko Sawarne ka
Gareeb Aur Hamari Sarkar
Gareeb
Mai Aur Mere Bachhe Bhoke hai
Sarkar
Aadhar Card Dikha kar Naam likhwa do
Kuch Deno me Dana mil jaiyega
Gareeb
Bhook Aaj lagi hai Dana kuch deno me milega
Gareeb
Sab Yaad Rakhha Jaiyega
@gulamrasool939 Bilkul Sahi Kaha Hai Aapne
Mujhe To ye lagta hai ke Ye log Jo kesi ke mazhab ko Ko Bura Bhala kehte hai Ye log Maansik Tour par Bimar hote hai inhe kesi achhe Dr Se Ilaaj karwana chaiyye
Sare Jahan Se Achha Hindustan hamara
Hum Bulbule Hai Iski Ye Gulsitan hamara
Mazhab Nhi Sikhata Aapas me Baid Rakhna
Hindi hain hum watan hai Hindustan hamara
Batil se darne wale woh mard e haq ni hum
Saw baar Kar Chuka to imtehan hamara
Jayaz Sawal Hai Sir Aakhir Hum Bihar ke log Kab tak Apne Rozi ke lye Dusre Rajye me jayenge kab hme Apne hi Rajye me Rozgar milega Bhut Achhi Pehel ki hai Aapne PK Sir Hum Aapke Sath hai
मैं बिहार के एक नागरिक के नाते @NitishKumar जी से पूछना चाहता हूं..
1.बिहार कब अग्रणि राज्यों मे शामिल होगा ?
2.कभी नीचले पायदान से उठकर शीर्ष पर काबिज होंगे ?
3.आखिर कब तक थोड़े से पैसों के लिए बिहार के युवा अन्य राज्यों मे नौकरी के लिए भटकेंगे ? - @PrashantKishor#BaatBiharKi
Youn Auron ki tarah be Saro Saman nhi jaong
Chod kar apni Zameen Apna makan nhi jaonga
Meri maut o Hayat wabasta Esi mulk se
Mar jaonga yhi Magar chod kar Hindustan nhi jaonga