Koi islam k khilaaf bat kary to usy zinda jala diya? Yehi sawal un logo sy ja k pucha jaye jo musalmn hoty hoi b musalman nai, k kisi ko jalana islam hai? Ye to islam k khilaaf hai! To phir kya in sab ko b jala diya jaye? Itni jahiliyat kyu hai?
Ksi ka ahsas kyu nai rha? #Sialkot