Parents khayal rakhte hein khin unka beta ya beti cigarette na piye wine na piye khin galat kamo me na parh jaye uski wo parhai sahi kare wo unki har baat mane wo us pr nazar rakhte hain par wo ye nazar rakhna bhool jate hein ke unka bacha kitna toota hua hai,uske dil me kia ha