Uss din agr mene usse choda nhi hota
Shayadh me aaj bhi dar dar k jee rha hota
Agr uss din mene uska dil nhi dukhaya hota
Shayadh aaj me apne ka ek hissa kho kr nhi jeeta
Agr uss saal me thoda sa jee leta toh
Shayadh me usi yaadon me aage k dinon kaat deta