@ABPNews kanpur nagar me kuch petrolpump vale manmani kar rhe hai 103 rs per litre de rhe hai jabki rate 94 ke aas paas hai aur 1 litre se jyada nhi de rhe hai aisa karke vo jyada munafa kamane ke chakkar me janta me panic faila rhe hai
माननीय पिछले कई वर्षों से उत्तर प्रदेश पीएसी में वैकेंसी नहीं आई है इसलिए जो छात्रों को 3 से 5 वर्ष का उम्र सीमा में छूट देकर एक अतिरिक्त अवसर प्रदान किया जाए..!!
@myogiadityanath@CMOfficeUP@dgpup#UPP_Age_Relaxation
@abhinaymaths kyoki aaj kal virodh bhi gharo me baithkar tweeter facebook aur bahut jyada youtube me video banakr karte hai pahle ki tarah sarkar ke khilaf sadko me utro aandolan karo sangharsh karo jaisi chije nhi milti to kha se nyay mile sarkar hile
ye baat sabke liye hai.
@DainikBhaskar yhi to bihar ka vikas hai
sochiye aise log bihar ka pratinidhitwa karege to bihar sikshit aur viksit kaise hoga
pichhda tha hai aur yhi sarkar rhi to rahega
@thakurbjpdelhi@narendramodi@AshwiniVaishnaw kiraya bhi bta do bhai taaki koi bhram me na rahe ye jo 5 k.g rashan vale hai vo baith sakte hai ki nhi ki unke liye vhi jaanvaro ki tarah hi jeena likha hai
vaise ye nazare manrega me kaam karne vala nhi dekh sakta vande bharat me uske liye baithna jeevan ki uplabdhi hogi
@AshwiniUpadhyay pure desh ka kharcha aap chalayenge ya aapke pitaji kuch mahino ke lockdown me na jane kitne barbbad ho gye aur ye emergency lagwayenge
aap log aisi baate karte hai to confuse ho jate hai hum log ki padhai likhai se bhi buddhi vikas ho aisa jaruri nhi