@RailMinIndia dukh ki baat hai ki ye koi gareeb mazdur nahi padhe likhe teacher log hain, Bihari hokar bihar aane se ghabrate hain humlog kyunki pata hai 0ahaunchna mushkil hoga !
12392 Shramjeevi SF Express, patna se AC boggie bhi local ho jata hai, Railway TT and Railway police bhi kehti hai aapka seat khali karwa denge apna apna dekhiye, aise kya kabhi bhi Bihar rail aane layak ban paegi! @indianrailway__@MinistryofRail@narendramodi@NitishKumar
@zomatocare Abhishek Kumar, east delhi delivery partner of yours is a very rude n abusive fellow, if such people are going to deliver then I would love to uninstall @Zomato forever. PAY KARKE KHANA MANGWAYA HAI BHEEKH KI TARAH DELIVER KRKE GAYA HAI PLZ LOOK INTO IT!!
@IamDeepaMehta Kavita ka saar sab apne soch aur sankirn soch ke hisaab se nikal paate hain asha hai Maam aapki soch aapko uttar de pae 🙏 kyunki bahar se milnewale uttar aapko santusti nahi de paegi 😉
@JioCinema@ColorsTV@BeingSalmanKhan AIA Ankita Isha n Aisha have taken down the level of the show bkz aajtak itne cunning undeserving and unrealising personalities aae hi nahi thhe.....😒
@ColorsTV@memannara@isha__malviya@BeingSalmanKhan What can we expect from Isha (a girl who glorifies her Sins) and Ayesha (the one who comes for glory using her sins) 🤣🤣 actually ye 4 nominated contestants deserve to be thrown out before finale week 🤣🤣 inko bejjati feel hi nai hoti 🤣🤣
@ColorsTV@BeingSalmanKhan Munawwar ne misuse to kia hai apne fame ka isliye wo bebas sa hai aur ab ayesha usi fame ke liye aai hai its karma dono galat hain aur do galat mein se ek sahi kaise chuna jaa sakta hai?