@DMmahoba@UPGovt@InfoDeptUP@CMOfficeUP@Uppolice@mahobapolice@rangechitrakoot Ma'am mere ghar ke samne wala ghar khandar ho chuka h kabhi v gir sakta us ghar ke malik ko phone karke kai baar kaha par wo kuch karte ni h sirf bate banate h please ma'am is khandar ko girwa do warna isme haadsaa ho sakta or ye khandar kabhi bi mere ghar ke upar gir sakta h
Thank u @mahobapolice@Uppolice and vandna singh ma'am dil se bada wala thank u mere bhaiya ka khoya hua phone wapas dilane ke liye or 80 logo ko unke phone wapas dilane ke liye thank u, it is a wonderful interaction with u.
@Priyanshi4567@desikishu Sonam ke pass mu ni tha kya bata deti dulhe ko mana kar deti shadi se jaan se marwane me sharam ni aai par batane me sharam aati h ki kisi or se pyaar h yr sab natak h or kuch ni independent women ke naam par apni galti ko sahi tehrana isme papa mummy kya kare shadi na karti