Top Tweets for #Mushafi
एक तो बैठे हो दिल को मेरे खो, और सुनो,
तिस पे कहते हो "दिया है तुझे" , लो और सुनो !!
#Mushafi Ghulam Hamdani
@NutanSharm60654 आह हा !
मू-ए-जुज़ "मीर" जो थे फन के उस्ताद,
यही इक रखता-गो अब रहा है ।
#Shair #mushafi #hunar
#Mushafi 🔥
@Munaf_Ali nutq-e-zabaañ gar hota mujh ko puuchhtaa maiñ taqsiir mirii
haañ ye magar do aankheiñ haiñ so in se ashk-fishaanii hai
– Mushafi
Farq e naala
dil jal gaya to naala bhi lab se nikal gaya
furqat mein koi hamdam o harmraaz hi nahi
#Mushafi bhejna qaasid ko te ta'jeel hai kya
din hain barsaat ke naale to utar jaein ge
.
.
@uzairsdad @munawarana @kanwarsodhi72 @SodhiJin @asmariz @AmanRisum
@Billion478 @Shararovais @BimlaVerma6 @DrNaveedAhamed1 @1000dineshshar1 @atulajnabi Kushta-e-rañg-e-hinaa huuñ maiñ, ajab is kaa kyaa,
Ki meri khaak se mehñdii ka shajar paidaa ho !
#Shair #Mushafi #shajar
@Shararovais @Munaf_Ali @SyedAsg40342647 @1000dineshshar1 @DrNaveedAhamed1 @aniltyagi11 @shairoftheday Bahut khoob 👌
Allah-re tere paseene ki buu ,
Kab aisi bhabhak gulaab meiN hai
#Shair #Mushafi #mahek
Chashm-e-lailaa kaa jo aalam hai unhoñ ki chashm meiñ,
Dekhe hai do do pahar majnuuñ gazalaañ ki taraf
#Mushafi Ghulam Hamdani
🔥
Go ki tuu "meer" se huaa behtar,
"Mushafi", phir bhi "meer", "meer" hii hai !!
#Mushafi Ghulam Hamdani
Ai "Mushafi" is shauq se tuk bach ke tuu chalnaa,
Sunte hai miyaañ vo but-e-khuuñ-khaar ghazab hai !
#Mushafi Ghulam Hamdani
@Shararovais @Munaf_Ali @SyedAsg40342647 @joshiamitabhevo @adubharti @Billion478 @BimlaVerma6 @DrNaveedAhamed1 un ko kyā hove hai juz rizq-e-pareshāñ hāsil
jā-ba-jā bote phireñ haiñ jo mulāqāt ke biij
#Mushafi #Shair
#mulaaqaat
Apnii kyaa tujh se kahuuñ, tuu hii kah apni mujh se,
Ki mujhe teri hii taqreer bhalii lagtii hai
#Mushafi Ghulam Hamdani
Hai ye falak-e-sifla vo phikaa saa farañgi,
Rakhtaa hai mah o khur se jo paas apne do biscuit
#Shair #Mushafi #sooraj
@aniltyagi11 @SyedAsg40342647 @joshiamitabhevo
@adubharti
@Billion478 @kasakk25 @dineshmahajan4 Barobar bole
"Mushafi" is se bhi rañgiiñ ghazal ik aur likhi,
Rakh diyaa taaza #gulistaan ko gulistaan ke tale
#Shair #Mushafi #gulshan
@lofer5050 @Munaf_Ali @aniltyagi11 @joshiamitabhevo @SyedAsg40342647 @kasakk25 @Billion478 @Shararovais Na #ishq ke qaabil hain na johad ke durkhur hain.
Aye 'Mushafi' ab hum se koi kaam nahin hota.
#Mushafi
#Shair #Ishq
Khaak-e-dehlii meiñ kiyaa jab se nasaara ne amal,
Shor-e-guujar hi rahaa aur na hañgaama-e-jaat
#Mushafi
Kuucha hai teraa vaada-gah-e-khalq ki jis meiñ,
Do-chaar jo baithe haiñ to do-chaar khade haiñ
#Mushafi Ghulam Hamdani
@aniltyagi11 @DrNaveedAhamed1 @Shararovais @SyedAsg40342647 @subzaar @shairoftheday Khvaariyaañ badnaamiyaañ rusvaaiyaañ,
Ishq ne shakl'eñ ye sab dikhlaaiyaañ
#Shair #Mushafi #ruswa
Last Seen Hashtags on Sotwe
Trends for you
Most Popular Users

Elon Musk 
@elonmusk
241M followers

Barack Obama 
@barackobama
119.2M followers

Cristiano Ronaldo 
@cristiano
112.2M followers

Donald J. Trump 
@realdonaldtrump
111.8M followers

Narendra Modi 
@narendramodi
107.1M followers

Rihanna 
@rihanna
98.1M followers

NASA 
@nasa
92.2M followers

Justin Bieber 
@justinbieber
91.3M followers

KATY PERRY 
@katyperry
88.5M followers

Taylor Swift 
@taylorswift13
82.4M followers

Lady Gaga 
@ladygaga
73.9M followers

Virat Kohli 
@imvkohli
71.3M followers

Kim Kardashian 
@kimkardashian
70.2M followers

YouTube 
@youtube
68.7M followers

Bill Gates 
@billgates
64.4M followers

Neymar Jr 
@neymarjr
64.2M followers

The Ellen Show
@theellenshow
62.4M followers

CNN 
@cnn
61.8M followers

Selena Gomez 
@selenagomez
61.6M followers

X 
@x
60.8M followers





