Top Tweets for #ghulaam
@xoaanya True worth of song “Aati kya Khandala” is crystal clear now 😁 u know the song?
#AAMIRKHAN #Ghulaam
निकल गया है मेरे हाथ से निज़ाम मेरा
मुझे ही आँख दिखाता है अब ग़ुलाम मेरा
#संजू_शब्दिता
@SanjuShabdita
#Ghulaam
#Hath #Shair
उसको दुनिया नज़र नहीं आती
नफ़्स का जो ग़ुलाम होता है!
(नफ़्स - इन्द्रियाँ)
#मोहम्मद_अली_साहिल
@mohd_ali_sahil
#Ghulaam #Shair
Ghulaami mein na kaam aati hain shamsheerein na tadbeerein!
Jo ho zauq-e-yaqeen paida to kat jaati hain zanjeerein!! #Iqbal #ghulaam #shair @iamrana @Munaf_Ali
@SyedAsg40342647 @1000dineshshar1 @BimlaVerma6 @Shararovais @iamrana @Munaf_Ali @divya_sabaa @DrNaveedAhamed1 @SanjuShabdita 🤭🤭🤣🤣
आप क्यूँ रोएँगे मेरी ख़ातिर फ़र्ज़ ये सारे इस ग़ुलाम के हैं,
दिन में सौ बार याद करता हूँ पासवर्ड सारे तेरे नाम के हैं!
~आदिल रशीद
@AadilRasheed66
#Ghulaam #Shair
@Munaf_Ali @aniltyagi11 @subzaar @Shararovais @DrNaveedAhamed1 @1000dineshshar1 kone mein baadshah paDa unghta raha
Table pe raat kaT gai begam #ghulam se
😂
#AdilMansori
#Shair #Ghulaam
@Munaf_Ali @subzaar @SyedAsg40342647 @Shararovais @DrNaveedAhamed1 @1000dineshshar1 likkho salām ġhair ke ḳhat meñ ġhulām ko
bande kā bas salām hai aise salām ko
#Momin #shair #ghulaam
ruksat chaahunga sarkaar ...
@aniltyagi11 @subzaar @SyedAsg40342647 @Shararovais @DrNaveedAhamed1 @1000dineshshar1 🤷
Ik nigaah par bike hai "Insha" aaj,
Muft meiñ mol ik ghulaam to lo
#Shair #InshaAllahKhan_Insha #ghulaam
@Munaf_Ali @subzaar @SyedAsg40342647 @Shararovais @DrNaveedAhamed1 @1000dineshshar1 Shukriya!
kis sanam ko chhuḌā diyā vā'iz
le ḳhudā tujh se intiqām mirā
ho ke yūsuf jo dil churāte ho
kaun ho jāegā ġhulām mirā
#Momin #shair #ghulaam
"Itna sannata kyon hai bhai....?"
@aniltyagi11 @subzaar @SyedAsg40342647 @Shararovais @DrNaveedAhamed1 @1000dineshshar1 Kya baat !
Ghulaamii aaj bhi hai aur aaqaa ki suurat meiñ,
Adaa-e-jabr-e-sultaani jo pahle thi vo ab bhi hai
#Shair #Rumana_Rumi #ghulaam
@Munaf_Ali @subzaar @SyedAsg40342647 @Shararovais @DrNaveedAhamed1 @1000dineshshar1 😅😅
qamar hī dāġh-e-ġhulāmī faqat nahīñ rakhtā
vo mol aise hazāroñ ġhulām lete haiñ
#Zauq #Ghulaam #shair
@aniltyagi11 @subzaar @SyedAsg40342647 @Shararovais @DrNaveedAhamed1 @1000dineshshar1 😄😄
Phir is ke baad ye baazaar-e-dil nahiñ lagnaa,
Khariid lijiye saahib, ghulaam aakhirii hai !
#Shair #Abbas_Tabish #ghulaam
@aniltyagi11 @subzaar @SyedAsg40342647 @Shararovais @DrNaveedAhamed1 @1000dineshshar1 Ek aur lijiye saahab
Yuusuf ke piiche khvaar zulekha abas huii,
Kab saahabi rahi mil aise ghulaam se
#Shair #Meer_Taqi_Meer #ghulaam
@aniltyagi11 @subzaar @SyedAsg40342647 @Shararovais @DrNaveedAhamed1 @1000dineshshar1 Aadaab janaab
Saahab ne ghulaam ko aazaad kar diyaa,
Lo bandagi ki chhuut gaye bandagi se ham
#Shair #Momin #ghulaam
@Munaf_Ali Khoob 👌
काबा-ए-दिल दिमाग़ का फिर से ग़ुलाम हो गया
फिर से तमाम शहर पर इश्क़ हराम हो गया
~फरहत एहसास
@farhat_ehsas
#Ghulaam #Shair
Ghulaami na abhi tak mulk ka piichaa nahiñ chhoda,
Hameñ phir qaid honaa hai ye aazaadi bataati hai
#Shair #Munawwar_Rana #ghulaam
@dineshmahajan4 @SyedAsg40342647 @1000dineshshar1
Ghuruur-e-husn na kar, jazba-e-zulekha dekh,
Kiyaa hai ishq ne Yuusuf ghulaam aashiq kaa
#Shair #Shah_Naseer #ghulaam
@Billion478
@SyedAsg40342647 @1000dineshshar1 @BimlaVerma6 @Shararovais @iamrana @Munaf_Ali @divya_sabaa @DrNaveedAhamed1 Bahut Khoob 👌
मैंने बस इक तुझे ग़ुलाम किया
जल गए लोग बादशाहत से..!
© Sanju Shabdita
@SanjuShabdita
#Ghulaam #Shair
मैंने बस इक तुझे ग़ुलाम किया
जल गए लोग बादशाहत से..!
© Sanju Shabdita
@SanjuShabdita
#Ghulaam #Shair

बड़े शौक से मेरा घर जला,ना किसी पे आंच आएगी
ये ज़ुबाँ किसी ने खरीद ली,ये कलम किसी का ग़ुलाम है।
#बशीर_बद्र
@BashirBadra
#दासता_उन्मूलन_दिवस
#Ghulaam #Shair
Last Seen Hashtags on Sotwe
Trends for you
Most Popular Users

Elon Musk 
@elonmusk
240.6M followers

Barack Obama 
@barackobama
119.2M followers

Donald J. Trump 
@realdonaldtrump
111.7M followers

Cristiano Ronaldo 
@cristiano
110.6M followers

Narendra Modi 
@narendramodi
107M followers

Rihanna 
@rihanna
97.7M followers

NASA 
@nasa
92.2M followers

Justin Bieber 
@justinbieber
90.9M followers

KATY PERRY 
@katyperry
87.7M followers

Taylor Swift 
@taylorswift13
81.5M followers

Lady Gaga 
@ladygaga
73.1M followers

Virat Kohli 
@imvkohli
69.9M followers

Kim Kardashian 
@kimkardashian
69.8M followers

YouTube 
@youtube
68.7M followers

Bill Gates 
@billgates
63.9M followers

Neymar Jr 
@neymarjr
62.7M followers

The Ellen Show
@theellenshow
62.4M followers

CNN 
@cnn
61.9M followers

X 
@x
60.8M followers

Selena Gomez 
@selenagomez
60.8M followers






