Top Tweets for #sachcha
#Sachcha Rishta Pesa nhi
Achche Sanskaar or Achchi
Soch h
कभी कसमें नहीं खाता दुहाई कुछ नही देता,
अगर #सच्चा है कोई तो सफाई कुछ नही देता..!!
~ प्रताप सोमवंशी
#Sachcha #Shair
@pratapsomvanshi
jinhen ye fikr nahin sar rahe rahe na rahe
vo sach hi kahte haiñ jab bolne pe aate haiñ
#AabidAdeeb #shair #Sachcha @mykhyd @Munaf_Ali @akhtar978 @SyedAsg40342647
zahr miTha ho to piine men maza aata hai
baat sach kahiye magar yuun ki haqiqat na lage
#FuzailJafari #Sachcha #shair @muhammedaqib @mykhyd
asmanon se farishte jo utare jaaen
vo bhī is daur meñ sach boleñ to maare jaaeñ
#UmmeedFazli #Sachcha #shair
@mykhyd @SyedAsg40342647 @Munaf_Ali
jī bahut chahta hai sach bolen
kyā kareñ hausla nahin hotā
#BashirBadr #shair #Sachcha @mykhyd @Munaf_Ali
@SyedAsg40342647
fikr kii aanch men pighle to ye maaluum huaa
kitne pardon me.n chhupii zaat kii sachchaaii hai
#TANVEERSAMANI #Sachcha #shair
@mykhyd @akhtar978 @SyedAsg40342647
itna sach bol ki honTon ka tabassum na bujhe
raushnī ḳhatm na kar aage añdherā hogā
#BashirBadr #shair #Sachcha
@mykhyd @SyedAsg40342647
sadiq huun apne qaul ka 'ġhalib' ḳhuda gavah
kahta huun sach ki jhuuT ki aadat nahin mujhe
#Ghalib #Sachcha #shair @mykhyd @Munaf_Ali @muhammedaqib @SyedAsg40342647 @iamrana
mujhe merī nazar men moatabar karta hai vo paiham
mira dushman mire haq me sada sachcha nikaltā hai
#OBAIDURRAHMAN #sachcha #shair
@mykhyd @Munaf_Ali @SyedAsg40342647
main sach kahungi magar phir bhi haar jaungi
vo jhuuT bolega aur la-javab kar dega
#ParveenShakir #shair #sachcha @mykhyd @SyedAsg40342647
jhuuT bola hai to qaaem bhi raho us par 'zafar'
aadmi ko sahab-e-kirdar hona chahiye
#ZafarIqbal #Sachcha
@mykhyd @Munaf_Ali @AwakenedMuslim @SyedAsg40342647
jhuuT vaale kahin se kahin baḌh gae
aur main tha ki sach boltā rah gayā
#WaseemBarelvi #sachcha #shair @mykhyd
@Munaf_Ali @SyedAsg40342647
ishq men sachchaa thaa vo merii tarah
bevafaa to aazmaane se huaa
#NOMAANSHAUQUE #shair #Sachcha @mykhyd
@Munaf_Ali @SyedAsg40342647
Last Seen Hashtags on Sotwe
Most Popular Users

Elon Musk 
@elonmusk
241.6M followers

Barack Obama 
@barackobama
119M followers

Cristiano Ronaldo 
@cristiano
114.2M followers

Donald J. Trump 
@realdonaldtrump
111.8M followers

Narendra Modi 
@narendramodi
107.2M followers

Rihanna 
@rihanna
98.7M followers

NASA 
@nasa
92.4M followers

Justin Bieber 
@justinbieber
91.8M followers

KATY PERRY 
@katyperry
89.9M followers

Taylor Swift 
@taylorswift13
83.8M followers

Lady Gaga 
@ladygaga
75.3M followers

Virat Kohli 
@imvkohli
73.1M followers

Kim Kardashian 
@kimkardashian
70.8M followers

YouTube 
@youtube
68.8M followers

Neymar Jr 
@neymarjr
66.2M followers

Bill Gates 
@billgates
65M followers

Selena Gomez 
@selenagomez
63M followers

The Ellen Show
@theellenshow
62.3M followers

CNN 
@cnn
61.8M followers

X 
@x
60.7M followers






