#BehindYouBabarAzam ki bajaye agar with you ho to i guess #BabarAzam zayada behtar perform kerle ga.. her kissi ki peechay paray rehta hooo banda apnay kaam per focus karay ya jo peechay haath dhoo ker parain hain un per
@BankAlfalahPAK jub alfa app per complaint ka follow up nahi kerna, solution nahi provide kerna tou option he kyun diya hai? seedha seedha likh dain k call centre per jo robots bithae hain un k pass complain kerwayen
Hum Pakistani issi kashmakash main mar jayen gay k 15 din baad petrol barhay ga ya sasta hoga ya kuch nahi hoga. Sahi CHU.... bana ker rakha howa hai awaam ko.
https://t.co/SLanEUXQkt
Ye samajhna aur iss per amal kerna dono he na mumkin hai hamari govt k liye. Awaam jaye bhaar main bus apni net value barhana is the main objective.
https://t.co/VxU01Bh2zF