@shubhankrmishra Ek film banane ke liye kitne employees kaam karte he ! Atleast unka to socho. Aese to Bollywood movies bandh ho jayegi aur berojgari badhegi. Aesa chahte ho kya?!
@ShwetaMishra_ I think, desh me bahot hi aese mudde he jis me agar log dhyaan de aur waha jakar thodi help kar de to desh aage bhi badhega, kisi ek topic me kyun uljhe ho !!