@Nithin0dha Sabse pahle toh ye expiry wala natak band kro yar....sensex...nifty aur bank nifty k alawa koi index ka trading bekar h...upar se in sab ki expiry 1 hi din honi chahiye
@sudhirchaudhary Tumlog apne kaam se badnaam ho gaye ho bhai...talwe chaat chaat k saaf kr rhe the tab self respect kaha thi tmlog ki...ab ya toh public domain m aane p yahi sb face krna hoga....public ka koi face nahi hota
@realh105 Rule sirf ye nahi, aapko baithna h baitho...lekin niche wale bande ko upar ki seat d do sone k lie....lekin usne upar bachho ko bitha rkha h Waah bhai waah
@drfixit123@abhinaymaths Bilkul education free hona chahiye....aur healthcare v free hona chahiye....aap doctor hain toh kaha free clinc chala rhe kripya address batane ki kripa kigiye....lekin sayad aap practice kr nahi rhe kyuki aapke timeline se lag rha ki aap 2 rupya per tweet se kaam chala rhe
@drfixit123@abhinaymaths Kitni baar usne himmat dikha k free m padha v dia....aur bache padh v lie select v ho gye....lekin tmhare jaise anpadh logo k smjh k baahr ki chiz h
@chauhanmoh70828@azizkavish Ek min....इस्तीफा दो का क्या मतलब है, ये शिक्षक सरकारी स्कूल के थोडे हैं,.....तुम लोग को बोलने से पहले कोई जानकारी कि भी जरूरत नहीं होती क्या?