@ImranKhanPTI ap ne kaha tha meri jaan b challi jai to in ko nai choro ga please high court ka decision challenge kre agr itna b nai krte to phr ak ur bat kre in corrupt judges ke khelaf koi qanon le kr ai please
@ImranKhanPTI yaqeen manne sir ap ko line me lagg kar Vote di thi sb ne kaha choro ye bnda aisa he waise he lkn muje umeed thi k ap zaror insaaf lao ge please Lahore high court ke decision ko challenge kre
chup kr k qaboter ki tara apni ankhe bnd na kre
@Hussain_NSharif @HafizHamdullah_ bahi tum pakistan aaa jAo please humme tumari zarorat he q k tum ak bhuuuut barre Chorr insaan ho jo mulk se farar ho gai ho tum ak dafa wapis aaa jao