Hamari Betiyan aankhon ka tara aur ghar ki Raunak hain.. Bela ne mere ghar aur zindagi ko sanjoya hai.. Bhaiya Bhabhi ke sanskar ki chhaya mein ghar swarg hai
Sameer-Naina, tum dono ko Shaadi ki aur aagami Vaivahik jeevan ki shubhkamnayein💐💐💐
Mera yeh bada aur sundar Sapna pura karne mein Rahu-Ketu ne Sameer ka bahut saath diya!
So proud!!
Mera aashirvaad hamesha tum bachchon ke saath hai!
#SameerNainaKiShaadi#YehUnDinonKiBaatHai
Main toh hamesha SameerNaina saath Hun per aapke Pyaar ke bina mere bacchon ka Yeh bada din adhura sa rehta
Aap sabhi ne bachchon ka saath diya-Vishakha, Somani ji, Anand Ji, Bela Ji, Phullaji, Kamlesh(🧐)- inki khushiyan dugani kar di🙏🏼
#SameerNainaKiShaadi#YehUnDinonKiBaatHai
Rakesh Bhaisaab aapne Aaj Naina ki sabse badi Khushi usey de di.. kabhi nahi Bhul payenge iss din ko..
Sameer meri pyaari gudiya ke Chehre pe itni pyaari muskuruhaat lane ke liye shukriya..
Vishakha Ji, hamari Naina ko Dil se apnaiyega🙏🏼
#YehUnDinonKiBaatHai#SameerNainaKiShaadi
Toh kya hua agar Naina ka result waise nahi aaya jaisa humne socha tha.. Naina bahot samajhdaar, hoshiyaar bachchi hai, woh aage bahot mehnat karegi aur hum sabka sar garv se ooncha karegi. Aur main tumse wada karta hun Naina ki tum per kisi bhi tarah ka dabaav nahi aane dunga.😊
Arey, @Bela_chachi_ aaj toh hamari Preeti aur Naina ka result aane wala hai na.. dekhna dono ke results achhe aaye honge, aur hamari @Topper_Naina_ ne toh zarur Top kiya hoga.. aaj toh Shaam ko chaat party banti hai.. Law garden mein pani puri, pav bhaji ka program pakka! 😄
#YehUnDinonKiBaatHai door rehne se bhi sachcha pyaar kam nahi hota tha, Sameer ke Delhi jaane se kya mod lega Naina aur uska ka rishta? Jaaniye aaj raat 10:30 baje.
@Bela_chachi_ @_YaaroKaYaar_ @Sipahi_Ki_Behen@ChenuMunna@PONGA_PANDIT_ Sach mein, bahot hi yaadgar aur Dil ke kareeb hai yeh pal.. Rakesh Bhaisaab ne apna Dil bada karke hamein itni badi khushi di
@Kunwari_Pooja ki shaadi mein ab Hum sab Ek parivar ki tarah aur Hum dono sath sath khushi se mata pita ke sare kartavua aur sari rasmein nibhayenge Bela