@habibian_ @NehaKhalilKhan @mo_fept Apka point valid Hai... Lkn jis cheez ki base he na bni ho or usko aik dum se shuru krdia Jaye tu usko adopt krna Thora mushkil huta hai, in a sense, students bar bar mute kri jate hain, noise create krte hain.. Ab agr prh b Lein tu bs assignments wghera ki had tak he reh jayein