@Lubna_syed9 aur janwar pehlay wahan se nikal lety un be zabano ka kya qasoor tha unko malby ke neechy zinda kiun dafnaya sab se bari ziydti bezuban janwaroun aur parindiun ke sath hui unka hisab kaun de ga
@Lubna_syed9 bhai sab loag jo baat ker rhy ke yeh loag bakwas ker rhy sab jhoot bol rahy maan lety aapki baat sab ko notice milay houn gay inki ghalti hai ke yeh phir bhi bethy rahy yeh bhi man lety hain lakin sawal yeh hai ke wildlife punjab inke under nahi aata ke unko order ker ke parinday
@Layman1992 @irumnouman84@waqar_zaryani@SHABAZGIL Woh sirf females ke sath humble Aur politely bolta baqi logoun ko kuttay se kam Nahi samajhta PTI ke official pages handle kerne walay khud ko khuda samajhty hain
@PTIofficial Yeh Jo PTI ke official pages chala rahy Jibran Ilyas Azhar Mashwani Aur in jesy sab loag ek number ke ghatya loag hain kuch apni pockets bhar rahy Aur kuch larkiun ke Chakar me hain ghalat ko ghalat Nahi keh saktay yeh 😒😒😒