Pata nahi India mein kya ho raha hai… Log kaise hote jaa rahe hain.
Par ek baat samajh mein aayi,
apni values ko kabhi mat badlo.
Jitna ho sake, achche insaan bano. Humble raho.
Always be a good person 👍🏻
Ladkiya humesha loyal boys ko reject kyu karti hai unki mental health kharab karti hai achche ladko ki hi kyu watt lagati hai and jo use karna chahta hai play boy hota hai uske sath hi jaati hai.