@myogiadityanath@narendramodi@AvdheshanandG@yogrishiramdev@JPNadda
Me poochh raha hu Aaj tak Aap 5 year me joining kyon nahi de paye..?
Bata sakte hai?
Yuva k sapno ko chaknachur na kariye..
Dil se bahut badua nikalti h..
2016 se exam pas kar liya training ho gayi but joining nahi mil rahi
@RubikaLiyaquat Mohtarma humari bhi pukar sun lijiyega......🙏🙏🙏
Ya sirf sarkar ka dard hi mahsoos hota hai...
Training karne k bad ghar baithe hai...
2016 se ab tak joining nahi..
Exam bhi pass hai aur training bhi karli..
#upsi_दरोगा_भर्ती_2016
@myogiadityanath Prabhu inka kya kasoor hai?
Inki bhi sun lijiye 🙏
18 months se ghar par baithe hai wo bhi training complete karke..
😭
Is par koi kadam kyon nahi utha pa rahe..
@swatantrabjp@narendramodi Prabhu in par bhi kuchh daya karlo..
Inka kya kasoor hai..
Inhe joining kyon nahi de rahe?
Result apne banaya.
High court k khilaf supreem court aap gaye.
But sirf gaye baki sara kaam bachhon ne khud kiya..
Apse2016 k cadit ko joining Na di gayi..
Aur new exam kara rahe ho????
@aajtak Only
@ravishndtv@SChoudharyNews@saurabhtop
Apse umeed h🙏
@myogiadityanath
Sarkar ne 2016 se pagal banaya h,
Training complete kiye 18 months ho gaye but abhi tak joining nahi di.
Jabki sab inhi ka failaya hua rayta h.
Court ne bhi joining k liye mana nahi kiya.
उत्तर प्रदेश में युवाओं को सरकार गोल चक्कर घुमाती रहती है!
2016 में आवेदन
2019 में ट्रेनिंग
2020 में 1 साल बिना वेतन की ट्रेनिंग के बाद भी नियुक्ति नहीं!
अब 1 साल से घर पर बैठे-बैठे ये युवा सोच रहे होंगे क्या ये बेरोज़गार हैं?
#upsi_2016_नियुक्ति_दो