District secretary Gopalganj @aimimpartybihar .proud to work under leadership of Br @asadowaisi sb . @akhtaruliman5 sb. @AadilHasanAdv1 sb .#politics#Aimim
Today we joined our first meeting in Gopalganj Bihar in
barauli vidhansabha
@asadowaisi sir we want our support and sir I hope you will come here for campaigning for @aimim_national in Gopalganj & barauli vidhansabha & we stand with you & we will success
#AIMIM#Jaimimjaibhim
Distributed 2541 #ShadiMubarak & Kalyana Lakshmi Scheme Cheques Of ₹25,43,94,756/- (Twenty-Five Crores, Fourty-Three Lakhs, Ninety-Four Thousand Seven Hundred Fifty Six Rupees) To Beneficiaries Of The #Chandrayangutta Constituency Today At Barrister FatimaOwaisi Edu Campus.
AIMIM party awaam ki awaaz bankar unke masaail ko mazbooti se uthati hai aur un masaail ke hal ke liye har mumkin koshish karti hai.
Hamesha ki tarah aaj bhi Sadr-e-Majlis Barrister @asadowaisi Sahab party headquarters Darussalam, Hyderabad mein AIMIM MLAs aur MLCs ke saath awaam ki khidmat mein haazir hue aur unke masaail ko suna. InshaAllah! in masaail ko jald se jald hal karne ki poori koshish ki jaayegi.
मुंबई, महाराष्ट्र: TCS मामले की चार्जशीट में AIMIM के पूर्व सांसद इम्तियाज़ जलील साहब का नाम आने पर, AIMIM के राष्ट्रीय प्रवक्ता @warispathan साहब कहते हैं, "मैंने सुना है कि चार्जशीट दायर कर दी गई है। मैंने न तो उसे देखा है और न ही पढ़ा है। मैंने चार्जशीट की एक कॉपी मंगवाई है। जब वह आ जाएगी, तो मैं उसे देखूंगा। मुझे कानून की थोड़ी-बहुत जानकारी है। कानून के मुताबिक, उसमें जो कुछ भी होगा, मैं उसी के अनुसार जवाब दूंगा।"
AIMIM बिहार प्रदेश अध्यक्ष सह विधायक अख्तर साहब, राष्ट्रीय प्रवक्ता आदिल हसन साहब, कोचाधामन विधायक सरवर आलम साहब, वाइसि विधायक गुलाम सरवर साहब ने बिहार DGP से मिल कर राज्य मे हो रहे लिंचिंग और किडनैपिंग मामले मे प्रशासन के द्वारा वर्ति लापरवाही से अबगत कराया। admin
Hyderabad: SIR (Special Intensive Revision) ke talluq se Sadr-e-Majlis Barrister @asadowaisi Sahab ne AIMIM MLAs aur MLCs ke saath ek aham meeting ki, jisme logo'n ki har mumkin madad karne par zor diya gaya, taaki kisi bhi genuine voter ka naam voter list se na kate.
Halqa-e-Parlimaani Hyderabad ke Santosh Nagar, Yakutpura mein Sadr-e-Majlis Barrister @asadowaisi Sahab ke haatho'n ₹3.70 crore ki laagat se mukhtalif taraqqiati kaamo'n ka iftetaah amal mein aaya. Is mauqe par MLA @Jaffarhusainmla ne media se baatcheet karte hue kaha ke AIMIM hamesha se awaam ki bhalaai aur taraqqi ke liye pur-azam rahi hai aur mustaqbil mein bhi taraqqiati kaamo'n ka silsila jaari rahega.
"SIR (Special Intensive Revision) ko sanjeedgi se lijiye aur apni mapping ka amal sahi tareeqe se mukammal kijiye."
Telangana mein 25 June se shuru hone wali SIR ke silsile mein Sadr-e-Majlis Barrister @asadowaisi ki awaam se appeal.
Sadr-e-Majlis Barrister @asadowaisi Sahab ne AIMIM delegation ke saath Telangana Housing Corporation mein munaqid Revenue aur Housing Department ke review meeting mein shirkat ki.
Is meeting mein falahi schemes ko tez karne aur mustahiq afraad tak housing aur revenue se mutalliq tamaam sahulatein baghair kisi deri ke barwaqt pahunchane par zor diya gaya.
AIMIM Nampally MLA @Md_MajidHussain ki media se baatcheet.
AIMIM उतार प्रदेश के सदर @imshaukatali साहब की आँखें एक बार फिर आज़म खान को याद करते हुए नम हो गईं। मीडिया से बातचीत के दौरान उन्होंने कहा कि आज़म खान दर्द और पीड़ा में हैं।
Assam ki awaam se guzarish hai ke wo 9 April ko @AIUDFOfficial ke tamaam ummeedwaro'n ko apna qeemti vote dekar kamyab karein, ye aapke ittehaad ki kaamyabi hogi: Barrister @asadowaisi
जब कोई CM मुसलमानों को 2 रुपये कम देने की बात करे, तो यह भी extremism है। इसकी भी मज़म्मत होनी चाहिए।
वामपंथी उग्रवाद से देश को मुक्त करने के चर्चा पर लोकसभा में बोले बैरिस्टर @asadowaisi