@MNizamkhel إِنَّا لِلَّٰهِ وَإِنَّا إِلَيْهِ رَاجِعُونَ
Boht dukh ka waqt hai ap k liye Allah Pak ap logo ko sabre jameel ata farmai.Aameen
Ya Allah apny piyare Nabi Pak Sallahu Alaihi Wasallam k sadqy main bachon ko sehate kamla ata farmai
@kolachiwalay Salam hai iss bhai ko apna time nikal kar kisi ki amanat wapas karna. Aur ap bhi khosh naseeb hain k aisy bandy ko wallet mila. Mera wallat bus sy chori hua aur phir baad main call kar k banda kehta hai k yahan sy aakar ly jao matlab mazeed maal dainy k liye tayyar ho jao :)