Tasvir ho kar rah gaya hu main ab yadon m hai mulakat ab hoti agar mere na hone ki wajah pyrr na hoti to tum se ye bewafai na hoti....
:- Naresh
#bewafa#shayri
Samay ki thakan liye chal rah hu main pata nhi kaha rukna hai apni hi aatma main hu dhoondh raha khud ko main bol rah hu itna fir bhi khamosh sa hu... Pata nhi kya hua main ye sawal khud se puch raha hu zindgi ki sachchaee ko jee raha hu bas samay ki thakan liye chal rah hu...