Andhere bhari zindagi me sooraj ki kirno sa kiya asar mijhe maa bulaane walo ne,
Jab tulsipur me bethe muskuraen ye do, to phool khilte hain mere aangan me🌼
Apni choti si bondita or bete jese jamaai babu ki madad ke liye unki Summati maa haazir hain 💕
#BarristerBabu
Uthti huyi awaaz ke tark ka samaaj ke pass koi jawab nhi hota to wo maa ki parvarish pe ungliyaan uthate hain. Me bhi lejaya karti thi Bondita ko unse door lekin ab samajh aaya ke bhaagna hal nhi hai, agar jawab nhi ho to kitaabo me khojiye ya inko thamadein❤️
#BarristerBabu
Maa ki nazro me uski beti ka koi muqaabla hi nhi hai. Meri Nanhi si tark karte rehne wali chiriya ka us'se bare logon me shaamil hona hi mere liye garv ki baat hai🥺❤️
@bonditaparody khoob aage barho meri roshogulle ki chaaashni🤭😘
#BarristerBabu
@anirudhparody Humein garv hai apne jamaai babu pe. Aise hi kamiyaabi ki raah chhoote rahiye🙌 me nishchint rehti hu ke @bonditaparody sahi haatho me hai🥺❤️
#BarristerBabu