@Sadhvi_prachi@MamataOfficial@AITCofficial@RSSorg Jara si bhi sharm bachi ho to comparison chod kar isko kaise roka jaye iske bare me q nahi sochte ho aaplog , yaha to women safety ka bas dikhawa chal raha hai inhe to bas apni rajniti hi karni hai . Har samay rajniti bhi thik nahi hoti , emotions bhi ko chij hoti hai
@IAbhay_Pratap Kya bole bhaiya aap jaise logo ko sach puchiye to gali dene ka man karta hai matlab thoda sa bhi sharm bacha hai to comparison chod kr ise khatam karne ki q nahi sochte .yaha har koi example pr example diye ja rhe hai . Had hai yar
@ravikishann@bageshwardham Baba logo k chakkar me nahi padne ka re baba aage chal kar kya ho jaye kisi ko nahi pata
To sawdhan rahe satark rahe
Jai Shree Ram🙏 @ravikishann
@ProfShekharRJD Tu kisi kam ka nahi hai ,sar fir gya hai tumhara kam k time to kuch hota nahi hai ,are ha tumhara to koi value bhi to nahi hai @ProfShekharRJD
@NCIBHQ Sir g Bhojpuri video ka kuch kiya jaye log bahut pareshan hai, Bhojpuri video ka koi v aisa video ni aa rha jise koi family k sath dekha ja sake please is pr dhyan diya jaye
@SadhuPaswan Kya bat hai ye sb aapko dikh rha hai or jo padhe likhe hai wo aaj road pr lathi khane ko majbur hai wo ni dikh rha ,padh likh kr road pr lathi hi khana hai to fir kis kam ka topper last me use v road pr mara jayega uske hk k liye or aapke jaisa chamcha koi us time v aisi hi bate
बिहार में विपक्ष ने शिक्षक बहाली का मुद्दा उठाया, तो सत्तापक्ष का जवाब, 'अडानी से मांग लीजिए', इस बयान ने सरकार की मंशा और गैर-जिम्मेदाराना रवैया दिखा दिया है, हद दर्जे का 'बेतुका' और ''बेहूदा' बयान है, शिक्षा व्यवस्था चौपट है, इसमें कोई शक़ है क्या?
#7th_phase_1to8_notification