@KishorAgra68010@Queen510619151 Bhai uska profession hai. Kishore ji aap bhi to paise ke liye kuchh na kuchh to kar rahe hoge. Thora dimag agar hai toh woh bhi istemal kar liya karo.
@Mrshakya13@RoflGandhi_ Bhai Sahib agar sarkari Naukri wala inke kahe anusar nahi chalega toh uska tabadla ho jayega. Kai IAS officers ke udahran hai jinki jitne saal ki naukri hai usse jayadan bar to unka tabadla hua hai.
@SanjayBans53402@TARUNspeakss Bhai jitni galiyan aap de rahe ho usse lagta hai ki aap ke paida karne mein sirf aapke father ki hi nahi kai bando ki mehnat hai.
@Imdineshpurohit Upar sabhi maniniya budhijiviyon ke quotes padh kar aaj pata laga ki ye jaruri nahi ki padh likh kar koi samajdaar bane wo body without brain bhi rah sakta hai. Please don't quareel on these useless issues desh ki taraki ke liye bhi kabhi discussion kar liya karo.