कुछ भड़काऊ बोलते थे कि बालक की फील्डिंग ठीक नहीं है क्योंकि फिटनेस six पैक नहीं है।
अबे झोपडी वालों कभी विराट और युवराज को बीस साल के उम्र में देख लेते...
#IndVsAfg
🚨 A RARE POLITICAL MOMENT 🚨
As the emcee repeatedly asked the audience to stand up for his arrival, Shivraj Singh Chouhan stopped him.
“Janata MURKH thodi hai, baar-baar khade ho jao.”
(Public is not fool to stand everytime)
Yaar, abhi scroll karte karte ek video saamne aaya, and honestly, it hit so different! Ye Banaras ka ek video hai aur ye jo gaana chal raha hai vo sunte hi samajh aa gaya ki boss, ye koi aam gaana nahi hai. Ye ek lok geet hai or maine jab iske bare google kiya toh pata chala inki lyrics me humare desh ka itihaas hai
Is gaane ke piche poora Anglo-Burmese war ka itihaas chupa hua hai. Coke Studio Bharat ka ye track koi normal gaana nahi hai, iski lyrics me us zamane ka dard aur apno se bichadne ka vo real ehsaas hai jo shayad humari history textbooks me bhi nahi milega.