@LakhanmeenaIND Pragati sirf badlav hai jivansheli or sahuliyat ka pr jo Hamri pahchan hai Hamri Sanskriti use chod kr age nahi badha jaa sakta hai hr desh,samaj apni sanskriti se jud ke hi aage badh sakta hai jai shree ram
@RailMinIndia 2025 main bhi railway ki vyavastha Esi hai 30 days pahle booking ke baad bhi waiting clear nahi ho paati hai or general dibbe main to ek mantri ji ko safar kr ke dekhna chahiye kya bure haal rahte hai khaskar UP/Bihar wali train main
@ShamsTabrezQ Sanatan,Islaam,budhisam,jain, Sikh,isaai sbhi Dharm insaniyat ko or Samaj ko bandhe rakhne ke liye ishwar vishwas ka pratik hai ki wo logo ke bhawano main baste hai or galt raste main jane se rokte hai in sabko apni jarurat ke hisaab modified karne se in sacchai nahi badalti..
@garvirawat Ha mandir ke dan se milne wali rashi pr bhi government ka koi haq nahi hona chahiye pr wo khud interfere karti hai isliye government bade mandiro ko apni undertaking main li hai ki use asset ko apne hisab se use kr sake
@ExplorerAdarsh Unse sikho ki khule main bhi pesab karane ke ek maryada hoti koi shok se nahi kr raha hoga vyavastha nahi hogi aspas isliye kr raha hoga
@VoiceIndMuslim Itni parwah agar bhaart ke muslimo ki karte to aaj wo baache jo masjido ke bahaar, station ya public place main do roti ke liye tarste hai unka bhala ho jata
@KraantiKumar Maa baap baccho se lagav or sakhti dono rakhni chahiye km se hafte main ek baar bacho ko mandir sath le jane ki aadat dale baccho main postive thinking banye sb aacha hoga