@AnantKayastha Pura support hai...kuch thikdaar type log hai birodh me...unke ghar k log v BJP ko vote denge....ek baar Pawan Singh aayenge sab thik ho jaayega
@khesariLY Budhi or sabhyata se kamaya dhan jaada din chalta hai khesari babu...but aap ki ahankaar a dikhati hai ki aap k baad aapka sab dhan bila jaayega...kitna v kar lijiye aapka beta nahi sambhal paayega...
@DhirajSinghJDU@samrat4bjp@Bihar_se_hai@BJP4Bihar Aaap sahi bol rahe hai.. samrat chaudhary har jaat ko le k chal rahe hai or a dikhta v hai..but jo hone jaa raha hai isse samrat chaudhary ko sabse jaada nuksan hoga..kio ki CM koi v kewal apne jaati k vote se nahi banta ..sayad RJD jaisa aanewala din me na ho jaye aise karne pe